4 reviews
- 5 stars: 2 (50%)
- 4 stars: 2 (50%)
- 3 stars: 0 (0%)
- 2 stars: 0 (0%)
- 1 star: 0 (0%)
Order track karte karte neend nahi aayi � Jab aaya toh unboxing karna ek experience tha. Tissue paper, ribbon, box - sab kuch itna thoughtfully packed tha. Jewellery khud bhi bohot hi achi quality ki hai. Dulhan ke liye bhi suitable lagti hai honestly. Must buy!

Main pehli baar yahan se order ki thi toh thodi nervous thi. But honestly bohot satisfied hun. Jewellery quality genuine hai, faltu cheating nahi hai. Ek suggestion hai ki invoice ke saath ek care card bhi daalein ki jewellery kaise maintain karein. Baaki sab perfect. 4 solid stars!
Iss price range mein yeh product bahut reasonable hai. Main baar baar compare kiya aur yahi best value mili. Delivery packaging aur product quality dono satisfactory hai. Ek guzarish hai - bubble wrap aur zyada karo please, mera product thoda shifted tha box mein. But all good overall!